Kya ye sambhav ha ki hum khaate me pahle jamaa ki gai rashi ka aahran kar saken , vyavsaay ki shuruaat kiye bina bhi?

Private: DWQA QuestionsCategory: Question-hingKya ye sambhav ha ki hum khaate me pahle jamaa ki gai rashi ka aahran kar saken , vyavsaay ki shuruaat kiye bina bhi?
Grv500 asked 3 years ago
1 Answers
Admin Staff answered 3 years ago
Advertisement

Har khaata dharak ko ek suvidha di jaati hai ki vah  bina vyavsaay  shuru kiye bhi apni rashi ka aahran kar sakta hai. Yeh bhi jaan lena jaruri hai ki is aahran ke liye khata dharak se 10% commission liya jaayega. Is sambandh me aage ki kaaryavahi karne ke liye , aahran ki jaane wali rashi ki pushti ki jaaye aur is seva ko punah istemaal karne ki bhi pushti ki jaaye. Aaap grahak seva anubandh ko padhkar is seva ke istemaal ki poori jaankari prapt kar sakte hain.

Rate article
Perfect Binary Mentor