1 Answers
Sabhi jaruri dastavejon ko ekatrit karne ke baad aur unko diye gaye pate par bhejne ke baad, jaanch padtaal ke liye 72 ghanon ka samay diya jaata hai. Atirikt dastavejon ko bhejne ke samay , yah hidayaat dee jaati hai ki aap sabhi jaruri files ek saath hi bhejen.
Jaanch padtaal poori hone ke baad, jinhone bhi apne dastasvej pesh kar diye hain, unko ek email ke dwara soochit kar diya jaata hai.
Please login or Register to submit your answer